parbat bans mangwa more babul nike manDwa chhiwaw re
parbat baañs mañgvā more bābul niike mañDvā chhivāv re
Doliyā phañdā.e piyā lae chalī haiñ ab sañg nahi koī aav re
guḌiyā khelan maañ ke ghar ga.ī nahi khelan ko daañv re
guḌiyā khilaunā taak hi meñ rah ga.e nahīñ khelan ko daañv re
nijāmuddīn auliyā bahiyāñ pakarī chale dharihoñ vā ke paañv re
sonā dinhā rupā dinhā bābul dil dariyāv re
hāthī dinhā ghoḌā dinhā bahut bahut man chaav re
parbat bans mangwa more babul nike manDwa chhiwaw re
Doliya phandae piya lae chali hain ab sang nahi koi aaw re
guDiya khelan man ke ghar gai nahi khelan ko danw re
guDiya khilauna tak hi mein rah gae nahin khelan ko danw re
nijamuddin auliya bahiyan pakari chale dharihon wa ke panw re
sona dinha rupa dinha babul dil dariyaw re
hathi dinha ghoDa dinha bahut bahut man chaw re
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.