Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

gham hai ya KHushi hai tu

Nasir Kazmi

gham hai ya KHushi hai tu

Nasir Kazmi

ġham hai ḳhushī hai

merī zindagī hai

āfatoñ ke daur meñ

chain ghaḌī hai

merī raat charāġh

merī niiñd bhī hai

maiñ ḳhizāñ shaam huuñ

rut bahār hai

dostoñ ke darmiyāñ

vaj.h-e-dostī hai

merī saarī 'umr meñ

ek kamī hai

maiñ to vo nahīñ rahā

haañ magar vahī hai

'nāsir' is dayār meñ

kitnā ajnabī hai

gham hai ya KHushi hai tu

meri zindagi hai tu

aafaton ke daur mein

chain ki ghaDi hai tu

meri raat ka charagh

meri nind bhi hai tu

main KHizan ki sham hun

rut bahaar ki hai tu

doston ke darmiyan

wajh-e-dosti hai tu

meri sari 'umr mein

ek hi kami hai tu

main to wo nahin raha

han magar wahi hai tu

'nasir' is dayar mein

kitna ajnabi hai tu

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan

Source :

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now