Font by Mehr Nastaliq Web

sahar qarib hai taron ka haal kya hoga

Sahba Akhtar

sahar qarib hai taron ka haal kya hoga

Sahba Akhtar

sahar qarīb hai tāroñ haal kyā hogā

ab intizār ke māroñ haal kyā hogā

tirī nigāh ne zālim kabhī hai ye sochā

tirī nigāh ke māroñ haal kyā hogā

muqābla hai tire husn bahāroñ se

na jaane aaj bahāroñ haal kyā hogā

naqāb un ulaTnā to chāhtā huuñ magar

bigaḌ ga.e to nazāroñ haal kyā hogā

mazāq-e-dīd 'sahbā' agar badal jaa.e

to zindagī bahāroñ haal kyā hogā

sahar qarib hai taron ka haal kya hoga

ab intizar ke maron ka haal kya hoga

teri nigah ne zalim kabhi hai ye socha

teri nigah ke maron ka haal kya hoga

muqabla hai tere husn ka bahaaron se

na jaane aaj bahaaron ka haal kya hoga

naqab un ka ulaTna to chahta hun magar

bigaD gae to nazaron ka haal kya hoga

mazaq-e-did hi 'sahba' agar badal jae

to zindagi ki bahaaron ka haal kya hoga

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now