KHuda ki shan mere pir hain ji
ḳhudā kī shaan mere piir haiñ jī
nabī kī jaan mere piir haiñ jī
ye dil meñ 'ishq aisā bhar gayā hai
mere armān mere piir haiñ jī
dikhāyā tū ne har shai meñ ḳhudā ko
ḳhudā kī shaan mere piir haiñ jī
zarā dekho unheñ un kī nazar se
fanā 'nā.ib' hai mere piir haiñ jī
KHuda ki shan mere pir hain ji
nabi ki jaan mere pir hain ji
ye dil mein 'ishq aisa bhar gaya hai
mere arman mere pir hain ji
dikhaya tu ne har shai mein KHuda ko
KHuda ki shan mere pir hain ji
zara dekho unhen un ki nazar se
fana 'naib' hai mere pir hain ji
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.