itna shadid gham hai ki ehsas-e-gham nahin
itnā shadīd ġham hai ki ehsās-e-ġham nahīñ
kaise kahūñ ki aap kā mujh pe karam nahīñ
manzil mujhe mile na mile us kā ġham nahīñ
tum saath saath ho mere ye bhī to kam nahīñ
aane vaale apnī jabīñ ko jhukā ke aa
ye āstān-e-yār hai sehn-e-haram nahīñ
itna shadid gham hai ki ehsas-e-gham nahin
kaise kahun ki aap ka mujh pe karam nahin
manzil mujhe mile na mile us ka gham nahin
tum sath sath ho mere ye bhi to kam nahin
aane wale apni jabin ko jhuka ke aa
ye aastan-e-yar hai sehn-e-haram nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.