Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

chaar din ki faqat chandni hai chandni ka bharosa nahin hai

Unknown

chaar din ki faqat chandni hai chandni ka bharosa nahin hai

Unknown

MORE BYUnknown

    chaar din faqat chāñdnī hai chāñdnī bharosa nahīñ hai

    is liye huuñ añdheroñ shaidā raushnī bharosa nahīñ hai

    apne ghar ke diyoñ ko bujhā kar kyuuñ manātā hai nādāñ dīvālī

    zindagī pe are marne vaale zindagī bharosa nahīñ hai

    pahle ḳhud-dāriyāñ merī dekho phir jo chāho mujhe tum sazā do

    dushmanī is liye kar rahā huuñ dostī bharosa nahīñ hai

    jab bhī milte haiñ vā'iz se shākir zikr karte haiñ hūroñ vā'iz

    aap to hameñ shaiḳh sāhib bandagī bharosa nahīñ hai

    chaar din ki faqat chandni hai chandni ka bharosa nahin hai

    is liye hun andheron ka shaida raushni ka bharosa nahin hai

    apne ghar ke diyon ko bujha kar kyun manata hai nadan diwali

    zindagi pe are marne wale zindagi ka bharosa nahin hai

    pahle KHud-dariyan meri dekho phir jo chaho mujhe tum saza do

    dushmani is liye kar raha hun dosti ka bharosa nahin hai

    jab bhi milte hain wa'iz se shakir zikr karte hain huron ka wa'iz

    aap ki to hamein shaiKH sahib bandagi ka bharosa nahin hai

    This content features in following collection(s)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now