kahun baadi ho bhanwar jo aayo
kahūñ baaḌī ho bhañvar jo aayo
kahūñ ganjār mahā it laayo
phuul anuup dekh is baaḌī
kahūñ ho bhañvar hot balihārī
is baaḌī amrakh phal hoī
so phal cākhe nāhīñ koī
je chākhe te sabh baurā.eñ
budh baurā.ī jānah so jaa.eñ
jan chākho tan aap bhulāyo
bhuul gayo phir aap na paayo
yā phal cākhe jā kaahū kaahū aur na jaan
yā-hū yā-hū man base yā-hū meñ galtān
kahun baDi ho bhanwar jo aayo
kahun ganjar maha it layo
phul anup dekh is baDi
kahun ho bhanwar hot balihaari
is baDi amrakh phal hoi
so phal cakhe nahin koi
je chaakhe te sabh bauraen
budh baurai jaanah so jaen
jan chaakho tan aap bhulayo
bhul gayo phir aap na payo
ya phal cakhe ja kahu kahu aur na jaan
ya-hu ya-hu man base ya-hu mein galtan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.