misal-o-mawara hone se pahle
Interesting Fact
نصرت فتح علی خاں نے ان اشعار کو اپنی قوالی میں استعمال کیا ہے۔
misāl-o-māvarā hone se pahle
ḳhudā kyā thā ḳhudā hone se pahle
tabī'at ko tabī'at se badal lo
tabī.at āshnā hone se pahle
bajā hone kī hai sirf ek sūrat
ġhalat ho jā-ba-jā hone se pahle
misal-o-mawara hone se pahle
KHuda kya tha KHuda hone se pahle
tabi'at ko tabi'at se badal lo
tabiat aashna hone se pahle
baja hone ki hai sirf ek surat
ghalat ho ja-ba-ja hone se pahle
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.