Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

mohe apne hi rang mein rang de rangile

Amir Khusrau

mohe apne hi rang mein rang de rangile

Amir Khusrau

mohe apne rañg meñ rañg de rañgīle

to sāheb merā mahbūb-e-ilāhī

hamrī chadariyā piyā pagriyā donoñ basantī rañg de

to sāheb merā mahbūb-e-ilāhī

jo māñge rañg rañgā.ī merā joban girvī rakh le

to sāheb merā mahbūb-e-ilāhī

aan parī tore darvāje par mirī lāj-sharam sab rakh le

to sāheb merā mahbūb-e-ilāhī

'nijāmuddīn-auliyā' haiñ piir mero prem piit sañg de

to sāheb merā mahbūb-e-ilāhī

mohe apne hi rang mein rang de rangile

to tu saheb mera mahbub-e-ilahi

hamri chadariya piya ki pagriya donon basanti rang de

to tu saheb mera mahbub-e-ilahi

jo tu mange rang ki rangai mera joban girwi rakh le

to tu saheb mera mahbub-e-ilahi

aan pari tore darwaje par meri laj-sharam sab rakh le

to tu saheb mera mahbub-e-ilahi

'nijamuddin-auliya' hain pir mero prem pit ka sang de

to tu saheb mera mahbub-e-ilahi

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Abdul Hafeez Aarfi

Abdul Hafeez Aarfi

Niazi Nizami Brothers

Niazi Nizami Brothers

Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan

Raju Murli

Raju Murli

Fareed Ayaz

Fareed Ayaz

Gayathri Asokan

Gayathri Asokan

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now