morā jobanā navelarā bhayo hai gulāl
kaise ghar dīn.hīñ bakash morī maal
nijāmuddīn auliyā ko koī samjhā.e
jyūñ-jyūñ manā.ūñ vo to ruso hī jaa.e
chūḌiyāñ phoḌūñ palañg pe Dāroñ
is cholī ko maiñ dūñgī aag lagā.e
suunī sej Darāvan lāgai
birahā agin mohe Das Das jaa.e
morā jobanā
mora jobana nawelara bhayo hai gulal
kaise ghar dinhin bakash mori mal
nijamuddin auliya ko koi samjhae
jyun-jyun manaun wo to ruso hi jae
chuDiyan phoDun palang pe Daron
is choli ko main dungi aag lagae
suni sej Darawan lagai
biraha agin mohe Das Das jae
mora jobana
Videos
This video is playing from YouTube
Kankana Banerjee
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.