nainā karman tumrī raah takat haiñ
a.iyo kab tum bālam
ġhazab kiyā tere vā'de pe e'tibār kiyā
tamām raat qayāmat kā intizār kiyā
nainā karman tumrī raah takat haiñ
zarā ai sahar ke tāroñ mere tum gavāh rahnā
aañkh lagī rahī hai shab bhar merī aañkh se
tumrī raah takat haiñ
naina karman tumri rah takat hain
aiyo kab tum baalam
ghazab kiya tere wa'de pe e'tibar kiya
tamam raat qayamat ka intizar kiya
naina karman tumri rah takat hain
zara ai sahar ke taron mere tum gawah rahna
aankh lagi rahi hai shab bhar meri aankh se
tumri rah takat hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.