did-e-dildar hai to sab kuchh hai
dīd-e-dildār hai to sab kuchh hai
to gar yaar hai to sab kuchh hai
chāhtā kyā hai bulbul-e-nādāñ
dil kisī kī nazar kā tālib hai
us kā gulzār hai to sab kuchh hai
tā qiyāmat tumhārā faiz hai
jab ye darbār hai to sab kuchh hai
dil talab-gār hai to sab kuchh hai
paas kuchh bhī nahīñ 'gilīmī' ke
apnā sardār hai to sab kuchh hai
did-e-dildar hai to sab kuchh hai
to gar yar hai to sab kuchh hai
chahta kya hai bulbul-e-nadan
dil kisi ki nazar ka talib hai
us ka gulzar hai to sab kuchh hai
ta qiyamat tumhaara faiz hai
jab ye darbar hai to sab kuchh hai
dil talab-gar hai to sab kuchh hai
pas kuchh bhi nahin 'gilimi' ke
apna sardar hai to sab kuchh hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.