tere karam ka sahaara hai zindagi meri
tire karam kā sahārā hai zindagī merī
tirā karam na ho shāmil to zindagī kyā hai
agar na dil meñ taḌap ho to 'āshiqī kyā hai
mile na dard kī daulat to zindagī kyā hai
haiñ is ke vāste kaunain tere dāman meñ
tire gadā ke liye tāj-e-khusravī kyā hai
tire karam kā sahārā hai zindagī merī
tirā karam na ho shāmil to zindagī kyā hai
tere karam ka sahaara hai zindagi meri
tera karam na ho shamil to zindagi kya hai
agar na dil mein taDap ho to 'ashiqi kya hai
mile na dard ki daulat to zindagi kya hai
hain is ke waste kaunain tere daman mein
tere gada ke liye taj-e-khusrawi kya hai
tere karam ka sahaara hai zindagi meri
tera karam na ho shamil to zindagi kya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.