Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

tori surat ke balihaari

Amir Khusrau

tori surat ke balihaari

Amir Khusrau

MORE BYAmir Khusrau

    torī sūrat ke balihārī nijām

    torī sūrat ke balihārī

    sab sakhiyan meñ chunar merī mailī

    dekh hañseñ nar-nārī nijām

    ab ke bahār chunar morī rañg de

    piyā rakh le laaj hamārī nijām

    sadqa bābā-'ganj-shakar'

    rakh le laaj hamārī nijām

    'qutub-farīd' mil aa.e barātī

    'ḳhusrav' rāj-dulārī nijām

    ko.ū saas ko.ū nanad se jhagḌe

    ham ko aas tihārī nijām

    torī sūrat ke balihārī nijām

    tori surat ke balihaari nijam

    tori surat ke balihaari

    sab sakhiyan mein chunar meri maili

    dekh hansen nar-nari nijam

    ab ke bahaar chunar mori rang de

    piya rakh le laj hamari nijam

    sadqa baba-'ganj-shakar' ka

    rakh le laj hamari nijam

    'qutub-farid' mil aae baraati

    'KHusraw' raj-dulari nijam

    kou sas kou nanad se jhagDe

    hum ko aas tihaari nijam

    tori surat ke balihaari nijam

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Fareed Ayaz

    Fareed Ayaz

    This content features in following collection(s)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now