Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

chhap tilak sab chhini

Amir Khusrau

chhap tilak sab chhini

Amir Khusrau

apnī chhavi banāy ke jo maiñ ke paas ga.ī

jab chhavi dekhī piihū to apnī bhuul ga.ī

chhāp tilak sab chhīnī re mose naināñ milāy ke

baat adham kah dīn.hīñ re mose naināñ milāy ke

bal-bal jā.ūñ maiñ tore rañg-rejvā

apnī rañg dīn.hīñ re mose naināñ milā.ai ke

prem-bhaTī madvā pilāy ke matvārī kar dīn.hīñ re

mose naināñ milāy ke

gorī gorī ba.iyāñ harī harī churiyāñ

ba.iyāñ pakar dhar līn.hīñ re mose naināñ milāy ke

'ḳhusrau' 'nijām' ke bal-bal ja.iye

mohe suhāgan kīn.hīñ re mose naināñ milāy ke

apni chhawi banay ke jo main pi ke pas gai

jab chhawi dekhi pihu ki to apni bhul gai

chhap tilak sab chhini re mose nainan milay ke

baat adham kah dinhin re mose nainan milay ke

bal-bal jaun main tore rang-rejwa

apni si rang dinhin re mose nainan milaai ke

prem-bhaTi ka madwa pilay ke matwari kar dinhin re

mose nainan milay ke

gori gori baiyan hari hari churiyan

baiyan pakar dhar linhin re mose nainan milay ke

'KHusrau' 'nijam' ke bal-bal jaiye

mohe suhagan kinhin re mose nainan milay ke

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Nizami Bandhu

Nizami Bandhu

Sachet Parampara

Sachet Parampara

Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan

Asees kaur

Asees kaur

Maithili Thakur

Maithili Thakur

Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar

Munshi Raziuddin

Munshi Raziuddin

Abida Parveen

Abida Parveen

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now