kyun ho wo ja ke mai-kade mein KHarab
kyuuñ ho vo jā ke mai-kade meñ ḳharāb
tū pilā.e jise nazar se sharāb
allāh-allāh vo terā daur-e-shabāb
khul gayā jaise gulistān kā baab
jab bhī jī chāhtā hai piine ko
terā mai-ḳhāna yaad aatā hai
kyun ho wo ja ke mai-kade mein KHarab
tu pilae jise nazar se sharab
allah-allah wo tera daur-e-shabab
khul gaya jaise gulistan ka bab
jab bhi ji chahta hai pine ko
tera mai-KHana yaad aata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.