unhin KHush-gumaniyon mein kahin jaan se bhi na jao
Interesting Fact
نصرت فتح علی خاں نے اپنی آواز میں اسے گایا ہے۔
unhīñ ḳhush-gumāniyoñ meñ kahīñ jaañ se bhī na jaao
vo jo chāra-gar nahīñ hai use zaḳhm kyuuñ dikhāo
vo kahāniyāñ adhūrī jo na ho sakeñgī puurī
unheñ maiñ bhī kyuuñ sunā.ūñ unheñ tum bhī kyuuñ sunāo
ye judā.iyoñ ke raste baḌī duur tak ga.e haiñ
jo gayā vo phir na aayā mirī baat maan jaao
unhin KHush-gumaniyon mein kahin jaan se bhi na jao
wo jo chaara-gar nahin hai use zaKHm kyun dikhao
wo kahaniyan adhuri jo na ho sakengi puri
unhen main bhi kyun sunaun unhen tum bhi kyun sunao
ye judaiyon ke raste baDi dur tak gae hain
jo gaya wo phir na aaya meri baat man jao
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.