bulbulo kis ne kiya KHana virana tera kyun hai chillana tera
bulbulo kis ne kiyā ḳhāna vīrāna tirā kyuuñ hai chillānā tirā
jaan bhī jaa.e to ai jaan na bhūlūñgā tujhe yaad aatā hai mujhe
aage nāgin kī tarah god meñ bal-khānā tirā kyuuñ hai chalānā tarah
tapish hijr se ab dil mirā qaabū meñ nahīñ tan kahīñ jaan kahīñ
sham.a-rū be-ḳhabar ab jal gayā parvāna tirā kyuuñ hai chillānā tirā
bhar-bhar aate haiñ jo 'abdul-karīm’ aañsū tire sach batā yaar mire
kis ne hai chhīn liyā ye dil-e-dīvāna tirā kyuuñ hai chillānā tirā
bulbulo kis ne kiya KHana virana tera kyun hai chillana tera
jaan bhi jae to ai jaan na bhulunga tujhe yaad aata hai mujhe
aage nagin ki tarah god mein bal-khana tera kyun hai chalana tarah
tapish hijr se ab dil mera qabu mein nahin tan kahin jaan kahin
shama-ru be-KHabar ab jal gaya parwana tera kyun hai chillana tera
bhar-bhar aate hain jo 'abdul-karim’ aansu tere sach bata yar mere
kis ne hai chhin liya ye dil-e-diwana tera kyun hai chillana tera
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.