tan tan ke dast-e-yar mein shamshir rah gai
tan tan ke dast-e-yār meñ shamshīr rah ga.ī
ġhul thā ki maut ho ke baġhal-gīr rah ga.ī
mahv-e-nazāra khīchne vaalā hī rah gayā
par khīchte-khīchte yaar kī tasvīr rah ga.ī
dūlhā banā thā maiñ shahādat kī shauq meñ
ghūñghaT se muñh nikāl ke shamshīr rah ga.ī
ġhairoñ se shaad ho ke milo tum ḳhudā kī shaan
mere gale se milne ko shamshīr rah ga.ī
tan tan ke dast-e-yar mein shamshir rah gai
ghul tha ki maut ho ke baghal-gir rah gai
mahw-e-nazara khichne wala hi rah gaya
par khichte-khichte yar ki taswir rah gai
dulha bana tha main shahadat ki shauq mein
ghunghaT se munh nikal ke shamshir rah gai
ghairon se shad ho ke milo tum KHuda ki shan
mere gale se milne ko shamshir rah gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.