dikhla ke jhalak chamka ke palak dil-bar-o-zaman jadu nazari
dikhlā ke jhalak chamkā ke palak dil-bar-o-zaman jaadū nazarī
man chhīn liyo tan chhīn liyo tarke shifā kī ’ishva-garī
mā par na kareñ ham sotiyāñ fariyād azaañ bedād-garī
dikhlā ke jhalak chamkā ke palak dilbar-jādū-nazarī
nā chain paḌat nā rain kaTat dar furqat aan rashk-e-qamrī
nā ko.ū dikhat merī un se bat.hā ai vaa.e meñ shorīda sarī
dikhlā ke jhalak chamkā ke palak dilbar dāman jādū-nazarī
jal raakh bhayo jiyaḌā hamārā chuuñ ḳhas ki bar uftad sharar kī
pardān na shyām nar ho hī ne gaahe na numūd ba-man karzī
dikhlā ke jhalak chamkā ke palak dilbar-o-zaman jādū-nazarī
dikhla ke jhalak chamka ke palak dil-bar-o-zaman jadu nazari
man chhin liyo tan chhin liyo tarke shifa ki ’ishwa-gari
ma par na karen hum sotiyan fariyaad azan bedad-gari
dikhla ke jhalak chamka ke palak dilbar-jadu-nazari
na chain paDat na rain kaTat dar furqat aan rashk-e-qamri
na kou dikhat meri un se batha ai wae mein shorida sari
dikhla ke jhalak chamka ke palak dilbar daman jadu-nazari
jal rakh bhayo jiyaDa hamara chun KHas ki bar uftad sharar ki
pardan na shyam nar ho hi ne gahe na numud ba-man karzi
dikhla ke jhalak chamka ke palak dilbar-o-zaman jadu-nazari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.