us sitamgar ka pata hae main paun kyun kar
us sitamgar kā pata haa.e maiñ pā.ūñ kyuuñ kar
aur pā.ūñ to kaho haal sunā.ūñ kyuuñ kar
sāmne bhī ho khaḌā gar to bulā.ūñ kyuuñ kar
ruuTh jaa.e jo sanam us ko manā.ūñ kyuuñ kar
ḳhauf hai mujh ko ki maiñ aañkh milā.ūñ kyuuñ kar
jaadū nainoñ kā dil ko lubhā.e gayo re
us sitamgar ka pata hae main paun kyun kar
aur paun to kaho haal sunaun kyun kar
samne bhi ho khaDa gar to bulaun kyun kar
ruTh jae jo sanam us ko manaun kyun kar
KHauf hai mujh ko ki main aankh milaun kyun kar
jadu nainon ka dil ko lubhae gayo re
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.