dil-e-nadan ka wahm samjhae jaenge
Interesting Fact
ترانہ
dil-e-nādāñ kā vahm samjhā.e jā.eñge
hijr meñ jin ke jaan chalī hai
na vo ahl-e-sitam bulvā.e ā.eñge
saḳht patthar se ziyāda hai tirā dil qātil
huī āsān na jāñbāz kī mushkil qātil
na kiyā zab.h gayā chhoḌ ke bismil qātil
dahan-e-zaḳhm pukārā kiyā qātil qātil
kise zaḳhm-e-jigar ke ye charke dikhā.e jā.eñge
dil-e-nadan ka wahm samjhae jaenge
hijr mein jin ke jaan chali hai
na wo ahl-e-sitam bulwae aaenge
saKHt patthar se ziyaada hai tera dil qatil
hui aasan na jaanbaz ki mushkil qatil
na kiya zabh gaya chhoD ke bismil qatil
dahan-e-zaKHm pukara kiya qatil qatil
kise zaKHm-e-jigar ke ye charke dikhae jaenge
- Book : Guldasta-e-Qawwali (Pg. 14)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.