ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan
ze-hāl-e-miskīñ makun taġhāful durā.e naināñ banā.e batiyāñ
ki tāb-e-hijrāñ na-dāram ai jaañ na lehū kaahe lagā.e chhatiyāñ
shabān-e-hijrāñ darāz chuuñ zulf o roz-e-vaslat chuuñ umr-e-kotāh
sakhī piyā ko jo maiñ na dekhūñ to kaise kāTūñ añdherī ratiyāñ
yakāyak az dil do chashm jaadū ba-sad-farebam ba-burd taskīñ
kise paḌī hai jo jā sunāve piyāre pī ko hamārī batiyāñ
chuuñ sham-e-sozāñ chuuñ zarra hairāñ ze-mehr-e-āñ-mah ba-gashtam āḳhir
na niiñd naināñ na añg chaināñ na aap aave na bheje patiyāñ
ba-haqq-e-āñ-mah ki roz-e-mahshar ba-dād mā rā fareb 'ḳhusrav'
sapīt man ke durā.e rākhūñ jo jaa.e pā.ūñ piyā kī khatiyāñ
ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan
ki tab-e-hijran na-daram ai jaan na lehu kahe lagae chhatiyan
shaban-e-hijran daraaz chun zulf o roz-e-waslat chun umr-e-kotāh
sakhi piya ko jo main na dekhun to kaise kaTun andheri ratiyan
yakayak az dil do chashm jadu ba-sad-farebam ba-burd taskin
kise paDi hai jo ja sunawe piyare pi ko hamari batiyan
chun sham-e-sozan chun zarra hairan ze-mehr-e-an-mah ba-gashtam aaKHir
na nind nainan na ang chainan na aap aawe na bheje patiyan
ba-haqq-e-an-mah ki roz-e-mahshar ba-dad ma ra fareb 'KHusraw'
sapit man ke durae rakhun jo jae paun piya ki khatiyan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.