kaliy daman - aapno so DhoTa hum sab hi ko jaanat hai
aapno so DhoTā ham sab hī ko jānat hai
do.ū parānī sab hī ke kaaj nit dhāvhī
te tau 'raskhāni' ab duur te tamāso dekhai
tarnitnūjā ke nikaT nahi āvahī
aan din baat anhitun so kahau kahā
hitū jeū aa.e te ye lochan durāvhī
kahā kahau aalī khālī det sab Thālī par
mere banmālī ko na kaalī teñ chhurāvhī
aapno so DhoTa hum sab hi ko jaanat hai
dou parani sab hi ke kaj nit dhawhi
te tau 'raskhani' ab dur te tamaso dekhai
tarnitnuja ke nikaT nahi aawahi
aan din baat anhitun so kahau kaha
hitu jeu aae te ye lochan durawhi
kaha kahau aali khaali det sab Thaali par
mere banmali ko na kali ten chhurawhi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.