anany bhaw - kanchan ke mandirani diThi Thahraati nahin
kanchan ke mandirani dīThi Thahrāti nāhiñ
sadā dīpmāl lāl-mānik-ujāre so
aur parbhutā.ī ab kahāñ lau bakhānau parti
Tāran kī bhiir bhuup Trat na dvāre so
gañgā-jī meñ nahāi muktāhlahū luTā.i ved
biis baar gaa.i dhyān kījat sabāre so
aise hī bha.e tau nar kahā 'raskhāni' jo pai
chitt dai na kiinī prīti pītpaTvāre so
kanchan ke mandirani diThi Thahraati nahin
sada dipmal lal-manik-ujare so
aur parbhutai ab kahan lau bakhanau parti
Taran ki bhir bhup Trat na dware so
ganga-ji mein nahai muktahlahu luTai wed
bis bar gai dhyan kijat sabare so
aise hi bhae tau nar kaha 'raskhani' jo pai
chitt dai na kini priti pitpaTware so
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.