muskan madhuri - ab hi kharik gai gai ke duhaibe kau
ab hī kharik ga.ī gaa.i ke duhā.ibe kau
bāvrī haive aa.ī Daarī dohnī yau paani kī
ko.ū kahae chharī ko.ū maun parī Dharī ko.ū
ko.ū kahae marī gati harī añkhyāni kī
saas varat Thānai nand bolat syāne dhaa.i
dauri-dauri mānai-jānai khorī devtāni kī
sakhī sab hañsai murjhāni pahichāni kahūñ
dekhī muskāni vā ahiir 'raskhāni' kī
ab hi kharik gai gai ke duhaibe kau
bawri haiwe aai Dari dohni yau pani ki
kou kahae chhari kou maun pari Dhari kou
kou kahae mari gati hari ankhyani ki
sas warat Thanai nand bolat syane dhai
dauri-dauri manai-jaanai khori dewtani ki
sakhi sab hansai murjhani pahichani kahun
dekhi muskani wa ahir 'raskhani' ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.