murli parbhaw - dudh duhyau siro paryau tato na jamayau karyau
duudh duhyau siiro paryau taato na jamāyau karyau
jāman dayau so dharyau dharyauī ghaTā.igau
aan haath aan paa.i sabhī ke tab hī te
jab hī te 'raskhāni' tānni sunā.igau
jayohi nar tayauho naarī taisī.yai tarun baarī
kahiye kahā rī sab brij billā.i gau
jayohī nar tayauhī naarī taisī.yai tarun baarī
kahiye kahā rī sab brij billā.i gau
jāniyai na maalī ye chhohrā jasomati ko
bāñsurī bajāi gau ki vish bagrā.i gau
dudh duhyau siro paryau tato na jamayau karyau
jaman dayau so dharyau dharyaui ghaTaigau
aan hath aan pai sabhi ke tab hi te
jab hi te 'raskhani' tanni sunaigau
jayohi nar tayauho nari taisiyai tarun bari
kahiye kaha ri sab brij billai gau
jayohi nar tayauhi nari taisiyai tarun bari
kahiye kaha ri sab brij billai gau
jaaniyai na mali ye chhohra jasomati ko
bansuri bajai gau ki wish bagrai gau
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.