ai hazrat-e-mushkil-kushaa yaa bul-hasan yaa murtazaa

Ghulam Rasool Qadri
MORE BYGhulam Rasool Qadri
ai hazrat-e-mushkil-kushaa yaa bul-hasan yaa murtazaa
tum ho valii zaat-e-KHudaa naa.eb-e-mohammad mustafaa
auj-e-vilaayat ke ho maah takHt-e-kHilaafat ke ho shaah
diin-e-mohammad kii panaah ai baadshaah-e-asfiyaa
haamii sharii'at ke ho tum haadii tariiqat ke ho tum
kaashif haqiiqat ke ho tum rah-e-maa'rifat ke raah-numaa tum

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.