Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

husn-e-akHlaaq-o-nazar se dil musaKHKHar kar liye

Anwar Sabri

MORE BYAnwar Sabri

    Interesting Fact

    منقبت در شان غریب نواز خواجہ معین الدین چشتی (اجمیر-راجستھان)

    husn-e-akHlaaq-o-nazar se dil musaKHKHar kar liye

    kar diyaa viiraan siino.n ko mohabbat kaa chaman

    vaaqi.a hai kar ke laa-ikraah fiddii.n par 'amal

    nau'-e-insaa.n ko sikhaa.ii raah-e-rabt-e-jaan-o-tan

    allaah-allaah faqar kii me'araaj-e-a.alaa kaa maqaam

    sar KHamiida aaj tak aate hai.n shaahaan-e-zaman

    mujh ko bhii anvar hai un kii nisbat kaamil pe naaz

    ruuh ne baKHshii hai jin kii mujh ko taasiir suKHan

    zill 'abbaas aaj hai.n un ke muqallid bil-yaqii.n

    thaa be-hamdillaah jo kuchh mere KHvaaja kaa mission

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now