chehre se jalva-gar hai saraasar KHudaa kaa nuur
chehre se jalva-gar hai saraasar KHudaa kaa nuur
zaahir hai lab se qudrat-e-allaah kaa zuhuur
ruKH se ayaa.n hai saaf tajallii-e-barq-e-tuur
aisaa parii-jamaal ki qurbaan jis pe huur
bahr-e-ziyaa-e-haq kaa ye durr-e-yatiim hai
jaarii usii kaa KHalq me.n faiz-e-amiim hai

- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 153)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.