jo taa.at-guzaar payambar nahii.n hai
jo taa.at-guzaar payambar nahii.n hai
mayassar use fazl-e-daavar nahii.n hai
jo yaad mahammad pe muztar nahii. hai
phir aur kyaa hai jo patthar nahii.n hai
nahii.n rabt jis ko KHudaa se nabii se
sukuu.n us ko hargiz muyassar nahii.n hai
kisii aur maz.hab kii ta.aliim yaaro
vo islaam se kuchh bhii behtar nahii.n hai
na le nuur sham'-e-hidaayat lapak kar
'kaliim' aisaa KHitta munavvar nahii.n hai
jo taa.at-guzaar payambar nahii.n hai
mayassar use fazl-e-daavar nahii.n hai
jo yaad mahammad pe muztar nahii. hai
phir aur kyaa hai jo patthar nahii.n hai
nahii.n rabt jis ko KHudaa se nabii se
sukuu.n us ko hargiz muyassar nahii.n hai
kisii aur maz.hab kii ta.aliim yaaro
vo islaam se kuchh bhii behtar nahii.n hai
na le nuur sham'-e-hidaayat lapak kar
'kaliim' aisaa KHitta munavvar nahii.n hai
- Book : Nazran-e-Resalat (Pg. 10)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.