mai.n huu.n faqiir murshid-e-raushan-zamiir kaa
Interesting Fact
منقبت در شان غوث پاک شیخ عبدالقادر جیلانی (بغداد-عراق)
mai.n huu.n faqiir murshid-e-raushan-zamiir kaa
mujh pe ba.Daa karam hai mire dastgiir kaa
kitnaa karam hai dekhiye rabb-e-qaadiir kaa
daaman hai mere haath me.n piiraan-e-piir kaa
yaa Gaus terii shaan pe qurbaan jaa۔uu.n mai.n
tuu laaDlaa hai KHaas 'arab ke amiir kaa
jholii har ik kii bhartii hai darbaar-e-Gaus me.n
kitnaa saKHii duaaraa hai piiro.n ke piir kaa
bhaTke.nge ta-ba-hashr na raah-e-najaat se
daaman paka.D liyaa hai shah-e-be-naziir kaa
kaisii 'ataa hai sayyad-e-baGdaad kii 'fanaa'
har taajvar faqiir hai un ke faqiir kaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.