Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

zuhuur-e-KHaas-e-shaayaan-e-mohammad

Makhdoom Khadim Safi

zuhuur-e-KHaas-e-shaayaan-e-mohammad

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    zuhuur-e-KHaas-e-shaayaan-e-mohammad

    yahii hai shaan-e-yazdaan-e-mohammad

    malaa.ek tarriquu kyuu.n-kar na bole.n

    ki hai har ik par ehsaan-e-mohammad

    vahii bolaa vahii al-faqaro-faKHrii

    na huu.n kyuu.n-kar mai.n qurbaan-e-mohammad

    khulaa hai qaab-qausain aur adnaa

    KHudaa kii jaan hai jaan-e-mohammad

    zabaa.n ko band kar 'KHaadim' tuu apnii

    ki hai.n laakho.n sanaa-KHvaan-e-mohammad

    zuhuur-e-KHaas-e-shaayaan-e-mohammad

    yahii hai shaan-e-yazdaan-e-mohammad

    malaa.ek tarriquu kyuu.n-kar na bole.n

    ki hai har ik par ehsaan-e-mohammad

    vahii bolaa vahii al-faqaro-faKHrii

    na huu.n kyuu.n-kar mai.n qurbaan-e-mohammad

    khulaa hai qaab-qausain aur adnaa

    KHudaa kii jaan hai jaan-e-mohammad

    zabaa.n ko band kar 'KHaadim' tuu apnii

    ki hai.n laakho.n sanaa-KHvaan-e-mohammad

    Source :
    • Book : Asrar-e-Haqiqat (Pg. 17)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now