phuule phale gulzaar-e-rasuul
phuule phale gulzaar-e-rasuul
ik ik shaaKH pe laakho.n phuul
sallaaho alaihe-vasallam
asl me.n ye hai na.at-e-rasuul
maa.ng le jitnaa maa.ngaa jaa.e
hotaa hai ke kaa nuzuul
diivaane faryaad kiye jaa
khul jaa.egaa baab-e-qubuul
maan liyaa bin dekhe KHudaa ko
jaise hii maanaa tum ko rasuul
farzaano.n ke haath me.n patthar
diivaano.n ke haath me.n phuul
khol do jannat ke darvaaze
aataa hai maddaah-e-rasuul
phuule phale gulzaar-e-rasuul
ik ik shaaKH pe laakho.n phuul
sallaaho alaihe-vasallam
asl me.n ye hai na.at-e-rasuul
maa.ng le jitnaa maa.ngaa jaa.e
hotaa hai ke kaa nuzuul
diivaane faryaad kiye jaa
khul jaa.egaa baab-e-qubuul
maan liyaa bin dekhe KHudaa ko
jaise hii maanaa tum ko rasuul
farzaano.n ke haath me.n patthar
diivaano.n ke haath me.n phuul
khol do jannat ke darvaaze
aataa hai maddaah-e-rasuul
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.XI (Pg. 304)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.