mai-e-hubb-e-nabii se jis kaa dil sarshaar hotaa

Shah Saalim Qadri Badayuni
MORE BYShah Saalim Qadri Badayuni
mai-e-hubb-e-nabii se jis kaa dil sarshaar hotaa
hamesha morid-e-lutf shah-e-abraar hotaa hai
hazaaro.n mushkile.n ho.n saKHt kaise hii maraahil ho.n
zabaa.n par un kaa naam aate hii be.Daa paar hotaa hai
bulaayaa hai mire aaqaa ne phir mujh ko madiine me.n
'ataa sarkaar se kiyaa dekhiye is baar hotaa hai
karam jis par bhii ho jaa.e mire sarkaar kaa 'saalim'
use dono.n jahaa.n me.n aur kyaa darkaar hotaa hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.