jo hai dil se Gulaam KHvaaja kaa
Interesting Fact
منقبت در شان غریب نواز خواجہ معین الدین چشتی (اجمیر-راجستھان)
jo hai dil se Gulaam KHvaaja kaa
vahii jaane maqaam KHvaaja kaa
laa-makaa.n hast uu ba-qurb-e-kHudaa
hai us jaa maqaam KHvaaja kaa
daad sab ko mile dam-e-fariyaad
kHuub hai intizaar KHvaaja kaa
jinn-o-insaa.n me.n huur-o-Gilmaa.n me.n
sab me.n jaarii hai naam KHvaaja kaa
hai ye 'aajiz madaar ab is ko
mile labrez jaam KHvaaja kaa
jo hai dil se Gulaam KHvaaja kaa
vahii jaane maqaam KHvaaja kaa
laa-makaa.n hast uu ba-qurb-e-kHudaa
hai us jaa maqaam KHvaaja kaa
daad sab ko mile dam-e-fariyaad
kHuub hai intizaar KHvaaja kaa
jinn-o-insaa.n me.n huur-o-Gilmaa.n me.n
sab me.n jaarii hai naam KHvaaja kaa
hai ye 'aajiz madaar ab is ko
mile labrez jaam KHvaaja kaa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.