bahut hii shaadmaa.n hai dekhiye mastaana vaaris kaa

Syed Qaseemuddin Qaseem
MORE BYSyed Qaseemuddin Qaseem
bahut hii shaadmaa.n hai dekhiye mastaana vaaris kaa
jo hai diivaana vaaris kaa jo hai diivaana vaaris kaa
pilaate hai.n muriido.n ko vafaa kaa jaam devaa me.n
adab se nosh farmaataa hai har farzaana vaaris kaa
agar sham’-e-mohabbat ye mire alhaaj vaaris hai.n
to phir ban jaa.e kyuu.n na meraa dil parvaana vaaris kaa
vahaa.n par bhiik lene ko ra.iis-o-shaah aate hai.n
ko.ii dekhe to devaa me.n dar-e-shaahaana vaaris kaa
javaa.n hote hii bai'at qaarii raaqim shaah se kar lii
'qasiim'-e-vaarsii bachpan se thaa diivaana vaaris kaa

- Book : Silsila-e-Warisiya ke makhsoos Shora-e-kram (Pg. 147)
- Author : Dr.Kabiruddin Khan Warsi
- Publication : Eram Printers, Dariyapur,Patna, (2018)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.