salaam ai faatima ke laal ai mahbuub-e-sub.haanii
Interesting Fact
مناقب در شان غوث پاک شیخ عبدالقادر جیلانی (بغداد-عراق)
salaam ai faatima ke laal ai mahbuub-e-sub.haanii
salaam ai peshvaa-e-auliyaa ai qutub-e-rabbaanii
salaam ai iftikHaar-e-do-jahaa.n ai zill-e-yazdaanii
sag-e-dargaah-e-miiraa.n sho chu KHvaahii qurb-e-rabbaanii
ki bar sheraa.n sharaf daarad sag-e-dargaah-e-jilaanii
jab dam-e-aaKHir KHayaal aayaa ba.De Gam saath hai.n
un kii rahmat bol uTThii Gam na kar ham saath hai.n
aqrabaa kyuu.n ro rahe ho mai.n ko.ii tanhaa nahii.n
huu.n Gulaam-e-Gaus-e-aa'zam Gaus-e-aa'zam saath hai.n
kyaa hii pyaaraa hai ye naam-e-dastgiir
KHud-ba-KHud dil hai Gulaam-e-dastgiir
munkiro naar-e-jahannam se Daro
hashr me.n hogaa nizaam-e-dastgiir

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.