tere karam se merii salaamat hai zindagii
tere karam se merii salaamat hai zindagii
teraa karam na ho to qayaamat hai zindagii
zaahid tire liye to 'ibaadat hai zindagii
mere liye to us kii mohabbat hai zindagii
nazre.n uThaa-uThaa ke mujhe dekhte ho kyaa
sach to ye hai tumhaarii badaulat hai zindagii

- Book : Surood-e-Ruhani (Pg. 133)
- Author : Meraj Ahmed Nizami
- Edition : Second
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.