Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

apne KHvaaja kii mai.n jogan banuu.ngii apne KHvaaja

Unknown

apne KHvaaja kii mai.n jogan banuu.ngii apne KHvaaja

Unknown

MORE BYUnknown

    Interesting Fact

    منقبت در شان غریب نواز خواجہ معین الدین چشتی (اجمیر-راجستھان)

    apne KHvaaja kii mai.n jogan banuu.ngii apne KHvaaja

    o.Dhii mai.n ne kaarii kamaliyaa aur ba.Dhaa.e kii.n

    KHvaaja ke mai.n dvaar pe jaa.uu.n kar jogan kaa bhes jogan banuu.ngii

    tan man dhan sab kuchh taj diinau kuchh na laagii der

    hirde me.n ab KHvaaja baase jaa.uu.ngii ajmer jogan banuu.ngii

    daare kalas partan par tan-man dhaaruu.n vaaruu.n apnii jaan

    KHvaaja moraa hind kaa vaalii us par mai.n qurbaan jogan banuu.ngii

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now