Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

vaaris-alii ke dvaar

Raza Warsi

vaaris-alii ke dvaar

Raza Warsi

MORE BYRaza Warsi

    chalo rii gu.iyaa.n vaaris-alii ke dvaar

    devaa-nagarii me.n dhuum machii hai duulhaa bane hai.n vaaris-paak

    mil-jul sab sakhii sehraa gaave.n jhuumat hai sansaar

    jaama-e-aqdas innii-anaa kaa irfaa.n sar par hai taaj

    ain saraapaa sirr-e-haqiiqat huur-o-malak balihaar

    chalo rii gu.iyaa.n vaaris alii ke dvaar

    aal-e-nabii aulaad-e-alii hai.n rab kii saraapaa hai.n shaan

    devaa-nagar me.n aa ke biraajat valiyo.n ke sardaar

    anhad kaa baajaa baajan laage arsh se aa.ii baraat

    duulhaa ban more murshid vaaris taa pe 'razaa' balihaar

    Source :
    • Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 200)
    • Publication : Fine Books Printers (1993)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now