Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

vaaris-e-sayyadul-anaam husain

Zaheen Shah Taji

vaaris-e-sayyadul-anaam husain

Zaheen Shah Taji

MORE BYZaheen Shah Taji

    Interesting Fact

    منقبت درشان حضرت امام حسین (کربلا۔عراق)

    vaaris-e-sayyadul-anaam husain

    tum pe allaah kaa salaam husain

    muqtadaa-e-jahaa.n imaam husain

    shaah-e-dii.n sarvar-e-anaam husain

    kausar-o-sabiil ke muKHtaar

    tishna-lab aur tishna-kaam husain

    jis ko paiGaam-e-aaKHirii kahiye

    hai.n vo allaah kaa payaam husain

    mahr-e-nisfunnahaar ahal-e-haram

    shaam taariik ahl-e-shaam husain

    raakib-e-dosh saahib-e-me.araaj

    allaah allaah tiraa maqaam husain

    qudrat-e-intiqaam thii phir bhii

    na liyaa tuu ne intiqaam husain

    ruuh kii taazgii hai terii yaad

    dil kii taskiin teraa naam husain

    teraa banda ’zahiin-taajii’ hai

    taajvar hai.n tire Gulaam husain

    vaaris-e-sayyadul-anaam husain

    tum pe allaah kaa salaam husain

    muqtadaa-e-jahaa.n imaam husain

    shaah-e-dii.n sarvar-e-anaam husain

    kausar-o-sabiil ke muKHtaar

    tishna-lab aur tishna-kaam husain

    jis ko paiGaam-e-aaKHirii kahiye

    hai.n vo allaah kaa payaam husain

    mahr-e-nisfunnahaar ahal-e-haram

    shaam taariik ahl-e-shaam husain

    raakib-e-dosh saahib-e-me.araaj

    allaah allaah tiraa maqaam husain

    qudrat-e-intiqaam thii phir bhii

    na liyaa tuu ne intiqaam husain

    ruuh kii taazgii hai terii yaad

    dil kii taskiin teraa naam husain

    teraa banda ’zahiin-taajii’ hai

    taajvar hai.n tire Gulaam husain

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Hasnain Karimain Bazm-e-Naat

    Hasnain Karimain Bazm-e-Naat

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now