zamaane me.n chamkaa hai naam-e-mohamaad
zamaane me.n chamkaa hai naam-e-mohamaad
hu.ii ruu-kash-e-sub.h-shaam-e-mohammad
na pahu.nche vahaa.n jibra.iil-e-amii.n bhii
buland is qadar hai maqaam-e-mohammad
meraa mu.nh liyaa chuum ruuh-ul-amii.n ne
liyaa mai.n ne jis vaqt naam-e-mohamaad
faqat do haqaa.eq pe duniyaa hai qaa.im
baqaa-e-KHudaa-o-davaam-e-mohammad

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.