Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

shamsuzzuhaa mohammad badruddujaa mohammad

Zaheen Shah Taji

MORE BYZaheen Shah Taji

    shamsuzzuhaa mohammad badruddujaa mohammad

    nuurul-hudaa mohammad kahaf-ul-varaa mohammad

    shaan-e-KHudaa mohammad naam-e-KHudaa mohammad

    a.lal-ulaa mohammad salle-alaa mohammad

    nuur-e-mohammadii se aabaad hai.n do-a.alam

    hai jalva-zaa mohammad jalva-numaa mohammad

    har ibtidaa se avval har intihaa se aaKHir

    har ibtidaa mohammad har intihaa mohammad

    dil kaa mu.aamla hai har ra.ng me.n unhii.n se

    har shaan-e-dilrubaa me.n hai dilrubaa mohammad

    ra.ngiiniyaa.n hai.n terii parvardigaar gulshan

    har KHaar-o-gul ko tujh se nushuu-o-numaa mohammad

    allaah se ye baate.n parde me.n ho rahii hai.n

    vird-e-zabaan-e-dil hai har lahza yaa mohammad

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now