Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

zamii.n vaale ye kyaa jaane hai kyaa rutba mohammad kaa

Hassan Jaan

MORE BYHassan Jaan

    zamii.n vaale ye kyaa jaane hai kyaa rutba mohammad kaa

    jab apne intisaab-e-'arsh hai jalva mohammad kaa

    hasiino.n me.n hasii.n-tar hai ruKH-e-zebaa mohammad kaa

    azal me.n jis ne dekhaa ho gayaa shaidaa mohammad kaa

    jame dil me.n ilaahii is tarah naqsha mohammad kaa

    jidhar dekhuu.n nazar aa.e mujhe jalva mohammad kaa

    sharii'at hii ke parde me.n haqiiqat kii le taabaanii

    KHudaa aayaa hai mu.nh par Daal kar parda mohammad kaa

    mo'attar hai shaam ahl 'irfaa.n us kii KHushbuu se

    riyaaz-e-KHuld se yaksar kam nahii.n rauza mohammad kaa

    qayaamat me.n kHariidegaa KHudaa allaah re qismat

    ba.Dii daulat kahe jis ke sar se hai saudaa mohammad kaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now