Font by Mehr Nastaliq Web

taa ke ba-dalq-o-sub.ha kunii fikr-e-daam raa

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    Interesting Fact

    خمسہ بر غزل حافظؔ شیرازی۔

    taa ke ba-dalq-o-sub.ha kunii fikr-e-daam raa

    aarii ba-halqa dar kaf-e-kHud kHalq-e-’aam raa

    ba-guzaar yak nafs tu chunii.n makr-e-kHaam raa

    suufii biyaa ki aa.iina saafast jaam raa

    taa ba.ngarii safaa-e-mai-e-laa’l-faam raa

    ye said-gaah-e-’ishq hai dair-o-haram nahii.n

    yaa.n laakho.n jaal u.D ga.e aur saika.Do.n kamii.n

    baaz aa tu is KHayaal se suntaa hai ham-nashii.n

    'anqaa shikaar-e-kas na shavad daam baaz-chii.n

    kaa.n-jaa hamesha baad ba-dast ast daam raa

    kaifiyat-e-sharaab za-har mai-parast purs

    yaa zaa.n-ki dar azal shuda jaame ba-dast purs

    sair-e-jahaa.n na az dil-o-az ’aql-e-past purs

    raaz-e-daruun-e-parda za-rindaan-e-mast purs

    kii.n haal niist suufii-e-’aalii-maqaam raa

    gar zer-e-aasmaa.n tujhe fursat hai ek jau

    kar apne dil ke 'aish tu ek ek dam me.n sau

    garche sharaab naam kii us jaa lagii hai pau

    dar bazm-e-daur yak-do qadah dar kash-o-ba-rau

    yaa’nii tama' madaar visaal-e-davaam raa

    kho kar javaanii tuu jo hu.aa yaar ab fariish

    piirii kaa ab to aan pa.Daa tere sar pe jaish

    aataa hai tujh ko dekh mire jii me.n ab to taish

    ai dil shabaab raft na-chidii gule za-’aish

    piiraana-sar ma-kun havas-e-na.ng-o-naam raa

    piir-e-muGaa.n ne jab se diye jaam nau-ba-nau

    jab se kulaah-o-dalq-o-musallaah hu.aa girau

    misl-e-'naziir' ab to lagii dil ko mai kii lau

    'haafiz' muriid-e-jaam-e-mai ast ai sabaa ba-rau

    vaz banda bandagii ba-rasaa.n shaiKH jaam raa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now