Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

dayār-e-ishq meñ apnā maqām paidā kar

Allama Iqbal

dayār-e-ishq meñ apnā maqām paidā kar

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    dayār-e-ishq meñ apnā maqām paidā kar

    nayā zamāna na.e sub.h o shaam paidā kar

    ḳhudā agar dil-e-fitrat-shanās de tujh ko

    sukūt-e-lāla-o-gul se kalām paidā kar

    uThā na shīshagarān-e-farañg ke ehsāñ

    sifāl-e-hind se miinā o jaam paidā kar

    maiñ shāḳh-e-tāk huuñ merī ġhazal hai merā samar

    mire samar se mai-e-lāla-fām paidā kar

    mirā tarīq amīrī nahīñ faqīrī hai

    ḳhudī na bech ġharībī meñ naam paidā kar

    dayār-e-ishq meñ apnā maqām paidā kar

    nayā zamāna nae subh o sham paidā kar

    ḳhudā agar dil-e-fitrat-shanās de tujh ko

    sukūt-e-lāla-o-gul se kalām paidā kar

    uThā na shīshagarān-e-farañg ke ehsāñ

    sifāl-e-hind se minā o jam paidā kar

    maiñ shāḳh-e-tāk huñ merī ġhazal hai merā samar

    mere samar se mai-e-lāla-fām paidā kar

    mirā tarīq amīrī nahīñ faqīrī hai

    ḳhudī na bech ġharībī meñ nam paidā kar

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Nusrat Fateh Ali Khan

    Nusrat Fateh Ali Khan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now