Sufinama

main rish-e-mubarak se kya dun misal

Jangli Shah Warsi

main rish-e-mubarak se kya dun misal

Jangli Shah Warsi

MORE BYJangli Shah Warsi

    maiñ rīsh-e-mubārak se kyā duuñ misāl

    magar ek mazmūn hai hasb-e-hāl

    ye ruḳh us qur.ān hai saaf saaf

    vo rīsh-e-mubārak hai us ġhilāf

    sivā us dūsrī aur hai

    misāl us likhne ek taur hai

    yahī mere palla meñ mazmūñ milā

    hai ye rehl-ruḳh us pe qur.ān khulā

    maiñ likhtā huuñ us ko ab ek taur par

    jo hai us mazmūñ kījiyo nazar

    ulaT-pher hai us meñ maiñ kyā kahūñ

    ruḳh-e-darvesh tak sham.a hai vāzhgūñ

    main rish-e-mubarak se kya dun misal

    magar ek mazmun hai hasb-e-haal

    ye ruKH us ka quran hai saf saf

    wo rish-e-mubarak hai us ka ghilaf

    siwa us ki dusri aur hai

    misal us ki likhne ka ek taur hai

    yahi mere palla mein mazmun mila

    hai ye rehl-ruKH us pe quran khula

    main likhta hun us ko ab ek taur par

    jo hai us ka mazmun kijiyo nazar

    ulaT-pher hai us mein main kya kahun

    ruKH-e-darwesh tak shama hai wazhgun

    Source :
    • Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 119)
    • Publication : Fine Books Printers (1993)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now