Sufinama

muKHammas bar ghazal-e-hazrat-hafiz-shiraazi

Aughat Shah Warsi

muKHammas bar ghazal-e-hazrat-hafiz-shiraazi

Aughat Shah Warsi

MORE BYAughat Shah Warsi

    ḳhidmat-e-ḳhidmat-guzārāñ yaad baad

    suhbat-e-āñ jāñ-nisārāñ yaad baad

    va.ada-hā-e-rāz-dārāñ yaad baad

    roz-e-vasl-e-dost-dārāñ yaad baad

    yaad baad aañ rozgārāñ yaad baad

    dar hasīnān-e-jahāñ yaarī na-māñd

    chāra-sāzī niiz ġham-ḳhvārī na-māñd

    rasm-e-mahr-o-tarz-e-dil-dārī na-māñd

    iiñ zamāñ dar kas vafādārī na-māñd

    zaañ vafādārān-o-yārāñ yaad baad

    roz-e-vahshat ne dikhā.e koh-o-dasht

    dar-ba-dar phirtā huuñ maiñ āvāra-baḳht

    terī duurī meñ sahe vo rañj saḳht

    kāmam az talḳhī-e-ġham chuuñ zahr-gasht

    bād-nosh-e-bāda-ḳhvārāñ yaad baad

    aisī bhī hogī burī taqdīr kam

    ho sake achchhe tabīboñ se na ham

    jo davā ho ga.ī vo mujh ko sam

    man ki az tadbīr-e-ġham be-chāra-am

    chāra-e-āñn ġham-gusārāñ yaad baad

    rahtī hai ġhurbat meñ bhī yād-e-vatan

    dostoñ hai mujhe furqat kaThin

    kis tarah bhūlūñ mohabbat chalan

    garche yārāñ fāriġh-andāz yād-e-man

    az man īshāñ hazārāñ yaad baad

    sab ne samjhāyā thā mujh ko bārhā

    ishq-bāzī natīja hai burā

    ḳhud-sarī ye milā āḳhir silā

    mubtalā gashtam darīñ dām-e-balā

    koshish-e-āñ haq-guzārāñ yaad baad

    dekhe 'aughat' adnā a.alā keh-o-meh

    kaisī yaarī sab ke dil meñ hai gireh

    hāl-e-dil kis se kahūñ behtar hai yeh

    rāz-e-'hāfiz' ba.ad-azīñ nā-gufta-beh

    ai dareġh az rāz-dārāñ yaad baad

    KHidmat-e-KHidmat-guzaran yaad baad

    suhbat-e-an jaan-nisaran yaad baad

    wada-ha-e-raaz-daran yaad baad

    roz-e-wasl-e-dost-daran yaad baad

    yaad baad aan rozgaran yaad baad

    dar hasinan-e-jahan yari na-mand

    chaara-sazi niz gham-KHwari na-mand

    rasm-e-mahr-o-tarz-e-dil-dari na-mand

    in zaman dar kas wafadari na-mand

    zan wafadaran-o-yaran yaad baad

    roz-e-wahshat ne dikhae koh-o-dasht

    dar-ba-dar phirta hun main aawara-baKHt

    teri duri mein sahe wo ranj saKHt

    kaamam az talKHi-e-gham chun zahr-gasht

    baad-nosh-e-baada-KHwaran yaad baad

    aisi bhi hogi buri taqdir kam

    ho sake achchhe tabibon se na hum

    jo dawa di ho gai wo mujh ko sam

    man ki az tadbir-e-gham be-chaara-am

    chaara-e-ann gham-gusaran yaad baad

    rahti hai ghurbat mein bhi yaad-e-watan

    doston ki hai mujhe furqat kaThin

    kis tarah bhulun mohabbat ka chalan

    garche yaran farigh-andaz yaad-e-man

    az man ishan ra hazaran yaad baad

    sab ne samjhaya tha mujh ko barha

    ishq-bazi ka natija hai bura

    KHud-sari ka ye mila aaKHir sila

    mubtala gashtam darin dam-e-bala

    koshish-e-an haq-guzaran yaad baad

    dekhe 'aughat' adna aala keh-o-meh

    kaisi yari sab ke dil mein hai gireh

    haal-e-dil kis se kahun behtar hai yeh

    raaz-e-'hafiz' baad-azin na-gufta-beh

    ai daregh az raaz-daran yaad baad

    Source :
    • Book : Faizan-e-Warsi Al-Maruf Zamzama-e-Qawwali (Pg. 32)
    • Author : Aughat Shah Warsi
    • Publication : Jayyad Barqi Press, Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now