Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

kanak kaamni nadiyan bhaari ja mein wo gaye sab nar nari

Bhaudasji

kanak kaamni nadiyan bhaari ja mein wo gaye sab nar nari

Bhaudasji

MORE BYBhaudasji

    kanak kāmnī nadiyāñ bhārī meñ vah gaye sab nar naarī

    unko tirkar jo koī bhāgā keval naam nirantar laagā

    moh droh maaya mad luuTe satguru sharnāñ aaye chhūTe

    kaThin panth santoñ mārag khāñDe dhaar dudhāranī

    shrī haripurush mahārāja gudḌī tumārī pātak jāranī

    kanak kaamni nadiyan bhaari ja mein wah gaye sab nar nari

    unko tirkar jo koi bhaga kewal nam nirantar laga

    moh droh maya mad luTe satguru sharnan aaye chhuTe

    kaThin panth santon ka marag khanDe ki dhaar dudhaarani

    shri haripurush mahaaraja gudDi tumari patak jarani

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now